Computer me kaise
folder ya file /video/mp3 ko hide kare
Hii friends aaj fir se welcome hain ek naye post ke saath is
post me main aapko bataunga ki kaise folder ko hide karte hain bilkul easy
tarike se iske liye koi bhi software ki jarurat nahi padti..
Dosto apni koi secret file ya folder `jo aap kisi ke saath
share nahi karna chahte to ye trick aapke liye sabse best rahega to aayie
jaante hain kaise hide kare file ya folder ko is trick se aap video ya mp3 ko
bhi hide kar sakte hain…
First aap jis folder
yaa video / mp3 ko hide karna chahte hain uspe right click kare Fir uski
properties pe jaaye
Fir aap dekhenge ki
niche ek (hidden) naam ka ek icon dikh raha hoga uspe click karke aap hidden on
kar sakte hain
Hidden file ko show
karane ke liye upar diye gaye step ko apnaye
Agar aapko ye post pasand aayi ho to comment aur share jarur
kare (thank you)





0 comments:
Post a Comment
Type your Comment