
Dosto aaj me aapko is post me bataunga ki kaise android mobile ko root karte hain. root karte waqt aapko 3chizo ka dhyan rakhna padta hain.
1 .battery 70-80% honi chahiye .
2 .mobile me internet hona chahiye .
3 .root karne se aapke device ki warranty khatam ho jayegi .
root kaise kare :-
pehle aap apne mobile me internet ON kariye. fir browser (UC BROWSER , OPERA MINI , GOOGLE CHROME) me kingroot.com type kariye fir king root ko download kariye
king root ke website se. download ho jaane ke baad kingroot.apk ko install kijiye fir open karke ke root access kare. successfull obtain root ho jaane pe aap kingroot
ka istemaal kar sakte hain.
hi
ReplyDelete