Hi friend’s is Post me main
aapko bataunga ki kaise Android Mobile me Font install hoga. Dosto Fonter ko
install karne ke liye aapka Mobile Rooted hona chahiye. Without Rooted ye
install nahi hoga . Root kaise kare mene is Blog me bataya hain. After Root aap
isko install kar sakte hain. Dosto kai Android Mobile me Font Changer nahi hota
hain apne Mobile me Font Changer check karne ke liye is menu pe jaaye
(setting>>display>>font). Agar nahi hain to fir download kare Fonter.
Fonter ek aisa app hain jo bahut saare Fonts aur Emoji J provide karta hain. Isme se koi bhi Font aap download
kar sakte hain.
RECUIREMENT :-
Bina xposed installer ke ye run nahi
karega. Xposed installer kaise install kare aur fonter ko activate kare niche
dekhe last me.(scroll down)
Install kaise kare :-
1 .Download Fonter goto to
aptoide app and search fonter. (aptoide kaise install kare is blog me already
post ho chuka hain. see-{wifi password kaise dikhe}
2 .Install and Open.
3 . Ab koi bhi ek Font ko
select kare aur Open kare.
4 .Open example (A YEAR
WITHOUT RAIN) and click download TAB.
5 .Aap imojiJ bhi install kar sakte hain apne
android mobile me.
XPOSED
INSTALLER
- Hello friend my name is abhay patel agar is post se aapko help mili hain to comment aur share jarur kare......
0 comments:
Post a Comment
Type your Comment