Dosto aaj me aapko bataunga
ki kaise bina usb cable aur bina pendrive ke kaise data transfer karte hain .
aapne shareit ka naam to
sunga hoga lekin ab ye windows 7,8.1,10 sabpe chal sakta hain . aur ye bahut
jaldi aapka data transfer karta hain . to download shareit goto
(shareit.lenovo.com)
Install kaise kare :-
·
Install karne ke
liye aapke laptop me wifi hona jaruri hain ye bina wifi driver ke work nahi
karega. Wifi driver download karne ke liye (filehippo.com/download_intel_pro_wireless_xp32) pe
jaaye .
·
Ise use karna
bahut easy hain .
- Shareit ka setup run karne ke baad aapke ke saamne ek shareit window khul ke aayega . ise next kijiye.
- shareit ko open kare aur setup kariye. Aapka setup complete ho jaane ke baad aap shareit ka use kar sakte hain.
- Ab apna data drag karke data send kar sakte hain .yaa aap browse bhi kar sakte hain.
- Hello friend my name is abhay patel agar is post se aapko help mili hain to comment aur share jarur kare......
0 comments:
Post a Comment
Type your Comment