Hii frnd’s aaj hum baat karenge ki kaise Laptop ki battery
ko lambe time tak increase (badhaye) kare.To dosto aaj me is post me main
aapko bataunga ki kaise setup karte hain.
Laptop me power saver on karne se battery bahut achhi
response karti hain to aayie jaante hain Laptop me power saver kaise on kare -
- Sabse pehle hum niche tab baar battery icon pe right click karte hain fir ek naye box me 4 option dikhenge
1.
Adjust screen brightness
2.
Power options
3.
Windows mobility options
4.
Turn icon system on or off
Waha pe BALANCED (recommended) Or POWER SAVER 2Tab honge
Jisme se aapko POWER SAVER button pe click kare fir
aapka power saver on ho jayega.
Frnd’s agar aapko ye post pasand aayi ho to please
comment aur share jarur kare…….. J J J J
0 comments:
Post a Comment
Type your Comment