• India ke Anmol ne bnaya Google se bhi Jenious Search Engine
















    Jo kaam google jaise company nahi kar payi wah india ke 16year young anmol tukrel ne kar dikhaya. canadian citizen anmol ne ek aisa search engine bnaya hain jo duniya ke sabse best google search engine se behtar hain .
    Anmol ka dawa hain ki unka search engine google se 47 aur normal se satik hain . Anmol ne haal hi mai 10th class paas kiya hain.
    anmol ka dawa hain unhone ye search engine keval 2month me design kiya hai . saath hi iska code ready karne me unhe sirf 60hour hi lage the  . Anmol se google ka science fair me hissa lene ke liye yeh search engine bnaya hain.

     Icecream Labs

    Anmol filhaal india ke benglore me edtek comapny 'icecream labs' me do week ki iternship kar rahe hain.
    Anmol btate hain ki unka search engine ab tak ka sabse jenious search engine hain. jabki Anmol alag alag tarah ka search engine bnana chahte hain,lekin jab unhe pata chala ki is duniya me google pehle se hi hain to unhone net searching ko alag mukaam par le jaane ke liye sochi hain ..isi ke parinaam se unhone ek jenoius search engine bnaya hain.



    अगर ये पोस्ट आपको पसंद आई  à¤¤ो कृपया कमेंट और शेयर जरुर करे  (अभय पटेल )
  • 0 comments:

    Post a Comment

    Type your Comment