apni man pasand film aur video dekhna youtube par aajkal aam baat hain. Apne fav.
Serial chhut jaane ki tension bhi youtube ne solve kar diya hain.
Youtube aaj ke time me bahut hi famous video site hain,jiska
use bhi bahut kiya jata hain.lekin kya aapko pata hain ki in sabme ek indian
citizen ne bhi bahut aehm bhumika nibhai hain. Is indian ka naam venkat
panchpkesan hain.
youtube ke engenering ke main venkatpanchpkesan ki monady ko mout ho gayi . wah karib 1month se cancer ki bimaari se jujh rahe the aur silicon valley me unki mout ho gayi.
venkat ne youtube ke alawa yahoo me bhi apni seva di hain,aapko bata de ki venkat ki age only 49year thi . unki wife kaa naam sandy hain aur unke 2child hain.

coyambtur ke rehne waale vekent ko log venki kehkar bulaate the. Inhone coyambtur institute of technology (CIT) se electronics me bechlor of engeneering (BE) kiya hain.
iske baad 1990 me wah computer engeneering me post graduation ke liye America chale gaye . waha par inhone buffalo isthit state university of newyork (SNYE) se degree li.
Kuch time tak HP aur kai organization me kaam karne ke baad unhone 1998 me yahoo me kaam karna shuru kiya . aapko bata de ki venkat yahoo ke starting 200 workers me se ek the .
wahan par venkat ne engeneering ke wise president ki
tarh kaam karte hue yahoo ke famous products jaise wallet ,classified.aur maps
par kaam kiya
2003 me venkat ko yahoo india research and development ka
group wise president aur CEO bana diya . iske baad unhe yahoo ko aage badhane
ke liye banglore bejh diya.
2007 me venkat ko yahoo ke sabhi consumer product ka main owner bana diya. Iske baad unhone mail,flicker,news par kaam karna shuru kar diya.
2007 me venkat ko yahoo ke sabhi consumer product ka main owner bana diya. Iske baad unhone mail,flicker,news par kaam karna shuru kar diya.
2010 me vekent ne google engeneering ke wise president ka post sambhala , cancer ka pata lagne ke baad last year june me google ne youtube ka engeneering head bana diya , jinhe sidhe CEO susan wojcicki ko report deni hoti thi.
Vekent ke cousin brother bhartiya airtel ke senior executive anand chandrasekhran ne bataya ki vekent A R rehmaan kp bahut adhik pasand karte the aur unki gaanme gungunaya karte the aur apne dosto ko bhi sunaate the.
agar aapko ye story pasand aayi ho to comment aur share jarur kare please (thank you)
0 comments:
Post a Comment
Type your Comment